Maana ki aaj hamare saath koi dildaar nai,
Lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahi,
Kismat ne sab kuch diya hamein sirf diya hamara woh yaar nahi
Wafaa ko aazmana chahti hoon
Tumhe main bhool jana chahti hoon
Par mujhe batao main kya karoon
Tumko main bhool nahi pati hoon
Aisa tum ne kya jadoo kya hai mujh pe
Jahan bhi jaoon…Buss tum ko hi paati hoon
Aankhoun per aansoo ki lakeer ban gayi
Kabhi socha na tha aisi taqdeer ban gayi
Hum ne to pheri thi yunhi ret per ungliyan
Gor se dekha to teri tasweer ban gayi