Ab tak meri life
1 khuli bottle ki tarah thi,
jisme sab prfume ki tarah ud jata tha.
Par apke aane se sab thik ho gaya.
Khuda kare aap jaisa dhakkn sab ko mile.
Agar kisi k pass sub kuch ho to duniya jalti hay,
Agar kuch na ho to duniya hansti hay,
Meray paas aap k liyay sirf "DUA" hai,
Jis k liyay sari duniya tarasti hay,