Tum apun ko itna sms karta hai.. Apun ko reply karneko majbur karta hai.. Kya iske peeche koi plan hai.. Ya auro ki tarah tum bhi apun ka fan hai..
Email this sms to your friends | View Comments (0)
Kya re! Aasmani kabutar! Apun ko sms ka hafta nahi aarela hai, Apun ko malum hai tere pass sms ka khazana padela hai, Jaldi se 2-4 jakkas sms ka hafta bhej kanjoos…
Bole to ekdum jhakas style propose marne ka, Yun ghoor ke kya dekhti hai, Maardalegi kya? Dil dena hai to de, Rakh ke achaar dalegi kya?
CIRCUIT : Aye Mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya? MAMU : Nehin. CIRCUIT : To kha ke dekh le, pata chal jayega.
MUNNA BHAI : Mamu, Tu kitna pada hai? MAMU : B.A. MUNNA BHAI : Sala, do akshar pada aur who bhi ulta?
Enter your email address: