Najneen hushn malin, nakhraye saaj ho tum,
Dilkash mohabbat ka, hasin andaaj ho tum,
Kyun raaz se raaz ka raaz ho tum,
Taj nahin mere dil ki MUMTAJ ho tum.
Dil se tera khayal na jaye to kya karun
Tu hi bata tu yaad aaye to mein kya karun
Hasrat to yeh hai ki ek nazar tujhe dekh lun
Magar kismat wo lamhe na laye to mein kya karun.