Dil tuta barson baad
Yaadon ka ek jhoka aaya, Hamse milne barson baad Pehle itna nahi roye, Jitna aaj roye barson baad Lamha-lamha ghar ujda hai, Mushkil se ehsaas hua Pathar aye the barso pehle, Dil tuta barson baad
Enter your email address: