phool khilte hai baharo ka sama hota hain.aise mausam mai hi pyar jawa hota hai dil ki bate hotho se kahi nhi jati ye fasana to nigaho se baya hota hai.......
Jab hota hai tera deedar,
dil dhadkata hai bar-bar,
jab hota hai tera deedar,
dil dhadkata hai bar-bar,
adat se majboor ho tum,
jane kab maang lo udhaar!
*Kishan*
Abhi bole to bhai ko tere SMS nahi aarele,
Bhai ka khopdi boht tight he,
Bol nikalu kya tera luky draw?
bole to do-char SMS chipka dal mamu.
Sender…Circuit Bhai.!
Ruthi Si Zindagi ko Manana To Aata Hai,
Logon ko Hasana To Aata Hai,
Kya Hua Jo Na Bas Sake Kisi Ke Dil Mein,
Logon Ko Apne Dil Mein Basana To Aata Hai.
Hum samzate the ki hamko koi samznewala hoga.
Lekin hame kya patta tha ki, humko hi samzanewale ko samzanya padega.
Isliye hum samaz gaye ki, samanewale to hi kuch samaj ja…………….
Samaz aia to humko na samzana, khud hi samaz jana………
Talaash Karo koi tumhe mil jayega,
Magar hamari tarha tumhe kaun chahega,
Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega,
Magar ankhein hamari kahan se layega..!!